Sunday, August 30, 2009

Main Aurr Mrs Khanna- Salman Khan, Kareena kapoor, Sohail Khan

LONDON DREAMS poster: Salman Khan, Ajay Devgan, Asin

Friday, August 28, 2009

KYLIE MINOGUE's song for BLUE: Chiggy Wiggy


BLUE Starring Akshay Kumar, Sanjay Dutt, Zayed khan, Lara Dutta, Katrina Kaif,
KYLIE MINOGUE's dance choreographed by Farah khan

Monday, August 24, 2009

6 Bollywood movies releasing this friday -Aug 28, 2009






VEER: Salman Khan, Sohail Khan



VEER
Director: Anil Sharma
Staring: Salman Khan, Sohail Khan, Mithun Chakraborty, Jackie Shroff
Music: Sajid-Wajid

Friday, August 21, 2009

THE ORIGINAL - Dhan Tan Naa



Dhaan tan dan (from Kaminey) , was originally created ten years back, for Gubaaree (TV serial on ZEE TV) Staring Sharman Joshi.

Vishal Bharadwaj wrote and composed the song.

Hrithik Roshan's New Look




Hrithik Roshan's New Look

which he has been sporting in various public appearences is for his new movie coming out after Kites, which is GUZARISH (Director Sanjay Leela Bhansali)

Thursday, August 20, 2009

ALL THE BEST: trailer, Ajay Devgan, Bipasha Basu, Fardeen Khan, Sanjay Dutt, Mugdha Godse, Rohit Shetty



Movie: ALL THE BEST
Producer: Ajay Devgan
Director: Rohit Shetty
Starring: Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Bipasha Basu, Fardeen Khan, Mugdha Godse

Tuesday, August 11, 2009

BLUE: Promo Trailer: Sanjay Dutt, Akshay Kumar

Movie: Blue
Starring: Sanjay Dutt, Akshay Kumar, Zayed Khan, Katrina Kaif, Lara Dutta, Rahul Dev
Expected Release Date: 16-Oct-2009
Director: Anthony D'souza
Producer: Dhillin Mehta

Monday, August 10, 2009

CDA - Part 3: theme: Villain ke dialogues...



































Theme: Villain ke dialogues...


In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki zarurat nahi hain...- RajKaran

bulao apne bhagwaan ko.....dekhta hoon tujhe bachane yahan kaun aata hai..... - Amit Srivastav

gaddari ki ek hi saza hai.....MAUT - Amit Srivastav


arre uss bhikhari birju mein aisa kya rakha hai.....mere saath chalo rani bana ke rakhunga rani - Amit Srivastav

tum jaante ho tumhari ek bewakoofi hamare liye kitna bada khatra bann sakti hai - Amit Srivastav

Ab saare Hindustan par humaraa raaj hoga...- RajKaran


Boss!... Docks par police ne chhaapa maara diya aur humara saara maal pakkada gaya.. RajKaran


("bhagwaan ke liye mujhe chhod do"- Shruti - Shankar - Mishra)

Agar tujhe Bhagwaan ke liye chhod diya then mujhe kya milega? - Sujata


Ae Chammakchalo!! Zara idhar bhi Chal lo!! - Preet Doshi


" Are Janeman kabhi humse bhi baat kar liya karo...humme kya kaatein lage hai" - Mukesh Ghuraiya

"Michael maut se nahin darta, maut michael se darti hai shayad isiliye aane mein der kar rahi hai !!"- K. Akshay


""Ise liquid oxygen mein phenk do..liquid ise jeene nahin dega aur oxygen ise marne nahin dega."- Priyanka Mohanty


Mere ghar aa jaa mai tujhe motiyon me tolunga meri jaan, heere jawahrat se bhar doonga - Akshay Appu


" Ha Ha HaHa HA...(evil laugh)." - Mukesh Ghuraiya


Arre chhammak Chhallo, In gori gori kalaiyon ko kaam karne ke kya zaroorat hai


Arre oooo Sammbaaa...kitna inaam rakha hai sarkar humpe?? - Sujata

Pata karo...uski koi toh kamzori hogi.. maa ya behan.... - RajKaran


Mera naam hai Abu Hatella, maa meri chudail, baap shaitan ka chela..bol khayega kela?- Pallavi Barman


iss dhandee ka ek uusool hai - yaha tum aa apni marzi se ho.. par jaate sirf humari marzi se..- Ankur Soni


hamare dhande mein galti maaf ki ja sakti par bewakoofi nahi nahi hoti.....- Ankur Soni



------------


"khaati tum ho tan mere lagta hai" akshay appu

Wake Up Sid- Promo - Ranbir Kapoor, Konkana Sen


Distributor: UTV Motion Pictures
Production House: Dharma Productions
Director: Ayaan Mukherjee
Lyrics: Javed Akhtar
Music Director: Shankar-Ehsaan-Loy


Expected date of Music Release: 21 August 2009
Expected date of ovie Release: 2 October 2009

Friday, August 7, 2009

Thursday, August 6, 2009

HIMESH new look, new song, new movie, new voice, Mann ka RADIO

Cheap Dialogue Abhiyaan (CDA): Part 2

Theme: MAA
Aley le le... Mere raja beta ko main apne haathon se khilaungi - Rajkaran

Paapiii...Tere neech iraadon ko mera beta kabhi poora nahi hone dega... - Rajkaran

bas ek baar mujhe maa keh kar bula.....phir se bol.....ek baar aur.....- Amit Srivastav

tu toh khud ko saari duniya ka rakhwala kehta hai na.....par aaj agar mere bachhe ko kuchh ho gaya to iss duniya mein logon ka bhagwaan par se vishwaas uthh jayega....yeh ek maa ki bad-dua hai tujhe - Amit Srivastav

arre pagle main teri maa hoon maa.....main teri rag rag se waakif hoon.....maine tujhe 9 mahine apni kokh mein rakha hai - Amit Srivastav

beta iss mein bahu ki koi galti nahi hai....mera hi pair fisal gaya tha - Amit Srivastav

"Main tumhaare bacche ki maa banne waali hun" - Sidharth Mishra
"Maa, tera beta abhi zinda hai, Maa!" - Sidhant Lahiri

Beta kahin tu kisi galat raah par toh nahi nikal pada hai???
Mujhe ye aish-o-aaram nahi chahiye, mujhe bus mera beta chahiye....
-Pallavi Barman

Maa, maine tumhare liye ek sundar..sushill bahu pasand kari hai....- Ankur Soni

maa - lo main aa gaya.... - Ankur Soni

Nahi Maa, tu mujhe aise akela chood ke nahi jaa sakti.... - Ankur Soni

Ek baar haath khol de, MAA KASAM.. tujhe zinda nahi chodunga...- Ankur Soni

Tu aa gaya beta...chal jaldi se haath mooh dho le...maine teri pasand ke mooli ke paranthe banaye hai aaj..! - Sarthak Shah

Beta...marne se pehle ek baar tujhe dulha bane dekhna chahti hoon - RajKaran
Maar beta aur maar... isi ne tere devta samaan pita ka khoon kiya tha - RajKaran

Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye? -
Shantanu aka Chachha

"Maa.. main aa gaya " - Shruti Shankar Mishra

"Ma ki mamta ho sakti hai to Baap ki Baapta kyu nahi " - Shruti Shankar Mishra

"Mai tumhare Bachhe ki MAA banne wali hoon.. " - Shruti Shankar Mishra

"Maa ka dil to aisa hi hota hai... - Shruti Shankar Mishra

@$@%%$ !! Tere ghar mein MAA BEHEN nahi hai kya?? - Sujata

Mere bete aayenge... (bevdi ka hickup) Mere Karan Arjun jaroor aayenge - Sujata

Sir, Mujhe is naukri ki sakht zaroorat hai warna meri andhi maa aur vidhva behan ka kya hoga..."- Mukesh Ghuraiya

"Agar tune apni Maa ka dhudh piya hai toh samne aa"-Varun P Singh

maa, dekh na maa, tera beta kitna bada aadmi ban gaya hai - Akshay Appu

================================================================


Oher random:


(After Checking Tattoo's on each others arms) BHAI!!!!! - ViDDDyAAshankar Srinivasan


"My lord, mere kabil dost adalat ko gumrah karne ki koshish kar rahe hain...ye case aayine ki tarah saaf hai" - Mukesh Ghuraiya

Doctor : "Ab Sab oopar waale key haath mein hai" ~~~ Priyanka Mohanty

Babu sahab....din bhar khoon pasina bahate hai...tab jaa ke kahin do jun ki roti nasib hoti hai...! - Sarthak Shah


Kanoon ke haath bahut lambe hote hain"- Ankur Soni

Isko marne se pehle.. tumein meri laash par se guzarna padega.. - Shweta Soni




Wednesday, August 5, 2009

Cheap Dialogue Abhiyaan (CDA): Concept: Amit Srivastav and Rajkaran

"arei...khade khade muh kya dekh rahi hai....jaa aur sabka muh meetha kara"- Amit

"aaj se thik bees saal pehle ki baat hai....tab tu meri kokh mein tha... - AMIT

woh kehte hain naashta jaisalmer mein karenge.....naashta to aaj hum unka karenge..... - AMIT

Oye!! Tum ek kaagaz par dastkhat nahi karoge toh kya Tara Pakistan nahi jayegaa.... border - AMIT

Manhus, kamini.. kulakchini... aatee hi, mere bete ko khaa gaayi - Ankur Soni

"to unn kasmo ka kya, jo hum dono ne khayii thi... bhagwan ko sakshi maan ke... - Ankur Soni

tumhari behan/maa/premika humaree kabze mein hai... chup-chap kaali haveli ke pechche aa jao.. aur haan! zyada chalaki karne ki koshish na karna....- Ankur Soni

Iss PAAPI PAET KYA KYA KARATA HAI... - Ankur Soni

aaj se tera ghumna firna.. college jana band.....- - Ankur Soni
yahan sab kuchh milta hai maa bas nahi milta hai to tere haath ka khana - Amit

tum mujhe galat samajh rahi ho....kaash main tumhe sach bata sakta... - Amit

"Aaj hum do se teen hogaye"- K. Akshay aka Kockky

Maa dekho mein first class first aya hun - K. Akshay aka Kockky

"Main tumhein bhul jaun yeh ho nahi sakta ........... Aur tum mujhe bhula do yeh main hone nahi doonga" -- Varun p Singh

Thhero!...Yeh shaadi nahi ho sakti...- RajKaran

Ab kya hoga...Ghar mein do-do jawaan betiyaan hain...-RajKaran

He He Ha Haa... ab tumhari cheekhein is char diwari ke bahar koi bhi nahi sun sakta... RajKaran

Munni ke daddy zarraa suniye....aaj shaam ko ghar jaldi aa jaiyega.... munni ka janamdin hai...- RajKaran

...Aaj tumhare haath ki chai peene ka bahut mann kar raha hai bhabhi... - RajKaran

...Mujhe aaj bhi woh bhayanak raat yaad hai, bahut zorr se baarish ho rahi thi....- RajKaran

"Par PAPA me Suresh se pyaar karti hun..." - CDA "Mukesh Ghuraiya"

"Beta aaj mene teri pasand ki kheer banayi hai..."" - "Mukesh Ghuraiya"

Maa dekh to tujse milne kaun aaya hai..." - "Mukesh Ghuraiya"

"karamjali....ghar ka kaam kya teri maa karegi....' Pallavi

Ekk baar, bas ekk bar mere aankho main aankhen daal kay kahe do ki tum muj say payar nahi kartey : Shantanu aka Chachha

Kamine, tune hamari ijjat ko mitti me mila diya. Nikalja is ghar se. Aaj se tu mera beta nahin aur me tera baap nahin. Samajh le ki tera baap mar gaya. Shantanu aka Chachha

..tum ye mat sochna tumhari dukh bhari kahani sun ke mujhe tumse hamdardi ho gayi hai....mujhe tumse pyaar ho gaya hai, pyaar - Akshay Appu

paapi darindey.......bhagwaan ke liye mujhe ch(r)odd do- Naren katara

main tumhare bache ki maan banne waali huun - Naren katara

dafa 302 ke tahat, mulzim ko maut ki saza sunai jaati hai.- Naren katara

Kalmoohi! Maine tujhe issi din dekhne ne liye paidaa kiya thaa!Ke tu mere peeth peechey gulcharrey udhatee phirre - Naren katara


After operation mother of hero/ heroine- "Docter sab! main use kab dekh sakti hoon" doc- "inhe ab dawa ki nahi dua ki jarrorat hai" - " aaj se main tumhe.. apni.. zameen, jaidad, yahan tak ki apni jindagi se bhi bedakhal karta hoon..." - Dwarika Uniyal

" nikal ja.. abhi isi waqt... mere ghar mein teri koi jagah nahin" - Dwarika Uniyal

" leejiye.... doodh pee lejiye.. " suhagrat scene - Dwarika Uniyal

" hai re dayya... mujhe sharam aati hai... chodo.. chodo.. haath chodo.. koi dekh lega.... log kya kahenge"... dating scene - Dwarika Uniyal

" ae ma.. la.. roti de....bahut bhookh lagi hai.." mithun da - Dwarika Uniyal

" aaj main apne haathon se tujhe roti khilaaoongi.. mera beta jo vilayat se aaya hai..dekha kitna patla ho gaya hai.." over obsessed mother- Dwarika Uniyal

Others: ma...hum ek baar jite hain, ek baar marte hain, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar....pyar bhi ek hi baar hota hai

I am sorry bachhe ko to humne bacha liya....par aapki patni. nanga nahaega kya.. aur nichodega kya

Heroine: Mein tumhaare bachche ki maa banane waalee hun!

Kullachchini, maine tujhe issi liye paal-pos ke badaa kiya thaa ke tu mujhe yeh din dekhaaye?!

Old man: Bees saal pehle ki baat hai...

Monday, August 3, 2009

First Look: Aage Se Right





Sunday, August 2, 2009

Whats Your Rashee Teaser Trailer

Watch it

FIRST LOOK: Ali Baba and 41 Chor




















VOICE OVERS: Abhishek Bachchan, Booby Deol, John Abraham and Priyanka Chopra
Producer: UTV
Director: Soumitra Ranade

Movie Review - Love Aaj Kal (www.ankursoni-filmyfuntoosh.blogspot.com)






LOVE AAJ KAL

Starring: Saif Ali Khan, Deepika Padukone, Rahul Khanna, Rishi Kapoor


A bankable actor- Sai Ali Khan, his first production, a beautiful actress: Deepika, a director with 100% hit record. LOVE AAJ KAL has all the ingredients of being striking a chord with the movie-goer.

The film is a mirror of the phobia that we: the youth of India has with commitment to a partner and their views on long-distance relationship "jo chalta nahi hai" and can't decide that whether they LOVE a person or it is just ghoomna-firna that they want out of a relationship.

Saif does play his character wth so much ease, seems that he has perfected the art of getting into character that are real and believable; and very much - Specially the scenes where he seems confused and still rabbles, "I am okay.. everything is okay"....

Deepika is again the pleasure for the eyes with a beautiful smile and a lovely face. But when it comes to emoting, her face looks pale and she doesn't look and soud convincing when she tries to break-free after her marriage (to Rahiul Khanna).

Imtiaz Ali again shows that he is a fine director: he chose a OKish script and relies heavily on his dialogues to portray the aaj kal ke pyaar ka scenario. He doesn't use any heavy-duty dailogues or melodramatic and a dragged climax to the script.

Music by Pritam is good (yet again).

But overall, the film has its downs. In the name of being REALISTIC, the films shows a couple that is TOO confused. It really seems absurd when Deepika tells Rahul Khanna that she still has something for Saif the very next day of her marriage. These might be taken from real-life instances, but the scene fails to make an impact.

Overall, worth a watch, but not as great ans certainly not in the same league as Socha Na Tha or Jab We Met. Watch it with no-expectations and you would come out of the theatre a satisifed viewer.