Monday, August 10, 2009

CDA - Part 3: theme: Villain ke dialogues...



































Theme: Villain ke dialogues...


In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki zarurat nahi hain...- RajKaran

bulao apne bhagwaan ko.....dekhta hoon tujhe bachane yahan kaun aata hai..... - Amit Srivastav

gaddari ki ek hi saza hai.....MAUT - Amit Srivastav


arre uss bhikhari birju mein aisa kya rakha hai.....mere saath chalo rani bana ke rakhunga rani - Amit Srivastav

tum jaante ho tumhari ek bewakoofi hamare liye kitna bada khatra bann sakti hai - Amit Srivastav

Ab saare Hindustan par humaraa raaj hoga...- RajKaran


Boss!... Docks par police ne chhaapa maara diya aur humara saara maal pakkada gaya.. RajKaran


("bhagwaan ke liye mujhe chhod do"- Shruti - Shankar - Mishra)

Agar tujhe Bhagwaan ke liye chhod diya then mujhe kya milega? - Sujata


Ae Chammakchalo!! Zara idhar bhi Chal lo!! - Preet Doshi


" Are Janeman kabhi humse bhi baat kar liya karo...humme kya kaatein lage hai" - Mukesh Ghuraiya

"Michael maut se nahin darta, maut michael se darti hai shayad isiliye aane mein der kar rahi hai !!"- K. Akshay


""Ise liquid oxygen mein phenk do..liquid ise jeene nahin dega aur oxygen ise marne nahin dega."- Priyanka Mohanty


Mere ghar aa jaa mai tujhe motiyon me tolunga meri jaan, heere jawahrat se bhar doonga - Akshay Appu


" Ha Ha HaHa HA...(evil laugh)." - Mukesh Ghuraiya


Arre chhammak Chhallo, In gori gori kalaiyon ko kaam karne ke kya zaroorat hai


Arre oooo Sammbaaa...kitna inaam rakha hai sarkar humpe?? - Sujata

Pata karo...uski koi toh kamzori hogi.. maa ya behan.... - RajKaran


Mera naam hai Abu Hatella, maa meri chudail, baap shaitan ka chela..bol khayega kela?- Pallavi Barman


iss dhandee ka ek uusool hai - yaha tum aa apni marzi se ho.. par jaate sirf humari marzi se..- Ankur Soni


hamare dhande mein galti maaf ki ja sakti par bewakoofi nahi nahi hoti.....- Ankur Soni



------------


"khaati tum ho tan mere lagta hai" akshay appu

No comments:

Post a Comment